![]() |
![]() |
![]() |
Lyrics: Mangte Hain Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hian
Mangte Hain Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka
Mangte Hain Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hain
Din Raat Madine Ki Dua Maang Rahe Hain
Din Raat Madine Ki Dua Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka
Her Namat e Konain Hai Daman Main Hamare
Her Namat e Konain Hai Daman Main Hamare
Hum Sadqa e Mehboob e Khuda Maang Rahe Hain
Hum Sadqa e Mehboob e Khuda Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka
Youn Khoo Gaye Sarkar Ke Altaaf O Karam Main
Youn Khoo Gaye Sarkar Ke Altaaf O Karam Main
Yeh Bhi To Nahi Hosh Ke Kya Maang Rahe Hain
Yeh Bhi To Nahi Hosh Ke Kya Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka
Sarkar Ka Sadqa Mere Sarkar Ka Sadqa
Sarkar Ka Sadqa Mere Sarkar Ka Sadqa
Mohtaaj o Ghanni Shah o Gada Maang Rahe Hain
Mohtaaj o Ghanni Shah o Gada Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka
Kamm Maang Rahe Hain Na Siwa Maang Rahe Hain
Kamm Maang Rahe Hain Na Siwa Maang Rahe Hain
Jaisa Hai Ghanni Waisi Ataa Maang Rahe Hain
Jaisa Hai Ghanni Waisi Ataa Maang Rahe Hain
Mangte Hain Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hain
Click To Play , To Download Audio OR Video , Right Click On “Download Logo ” And Select “Save Target As “
Naat Title
|
Audio
|
Video
|
Allah Hu Allah Hu | ||
Khak Mujh Main Kamal Rakha Hai | ||
Lab Per Naat e Paak Ka Naghma | ||
Mangty Hain Karam Unka Sada Mang Rahy Hain | ||
Tera Khawan Main Tery Geet Gawan Ya Rasool Allah | ||
Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai |