Skip to content

Owais Raza Qadri 2017

Shehr e Nabi Teri Galiyon ka Naqsha Hee kuch Aisa hai

Khuld bhi hai Mushtaq e Zayarat Jalwa hee kuch aisa,

Shehr e Nabi Teri Galiyon ka Naqsha Hee kuch Aisa hai

Dil ko sakoon daey aakh ko thandak Roza he kuch aisa hai,

Farsh e Zameen per Arsh e Barin ho Lagta he kuch aisa hai,

Khuld bhi hai Mushtaq e Zayarat Jalwa hee kuch aisa,

Un kay dar per aisa jhuka dil kay Uthnay ka kuch hosh nahi,

Ahlay Shariat hain Saktay main Sajda hee kuch aisa hai,

Arah e MuALLAH sar pey uthaey Taair e Sidra Aankh lagaey,

Pathar bhi qismat chamkaey talwa hee kuch aisa hai,

Khuld bhi hai Mushtaq e Zayarat Jalwa he kuch aisa hai,

Sibt e Nabi hai Pushat e Nabi PBUH per aur Sajday ki halat hai,

Aqa nay tasbeeh barha di bayta hee kuch aisa hai,

Kham hai Yahan Jamshed o Sikandar, Iss mai kia hayrani hai,

Un Kay ghulamon ka aey akhtar rutba he kuch aisa hai,

Shehr e Nabi Teri Galiyon ka Naqsha Hee kuch Aisa hai

Khuld bhi hai Mushtaq e Zayarat Jalwa hee kuch aisa,

1 thought on “Owais Raza Qadri 2017”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *